"Nikhri Twacha Ke Liye Gharelu Upay: Natural Remedies for Glowing Skin"

Nikhri Twacha Ke Liye Gharelu Upay | Natural Remedies

Nikhri Twacha Ke Liye Gharelu Upay: Natural Remedies Jo Twacha Ko Glow Kare

Nikhri Twacha Ke Liye Gharelu Upay

Har koi nikhri aur glowing twacha chahata hai, lekin busy lifestyle aur chemical products ki wajah se twacha dull ho jati hai. Yahan hum kuch gharelu upay share kar rahe hain jo asan aur natural hain:

1. Besan Aur Haldi Ka Face Pack

Besan aur haldi twacha ke liye perfect hai. Yeh dead skin cells ko hatakar twacha ko gora banata hai.

Kaise Banayein: 2 chamach besan, 1/4 chamach haldi aur thoda gulabjal mix karein. Lagayein aur 20 minute baad dho lein.

Besan Aur Haldi Face Pack

2. Aloe Vera Gel Ka Istemaal

Aloe vera twacha ko hydrate karta hai aur pimples ko door karta hai. Yeh ek natural moisturizer hai.

Kaise Karein: Aloe vera gel lagakar 30 minute ke liye chhod dein, fir dho lein.

Aloe Vera for Glowing Skin

3. Multani Mitti Ka Face Pack

Multani mitti oily skin ke liye best hai. Yeh excess oil ko control karta hai aur twacha ko fresh banata hai.

Kaise Banayein: Multani mitti aur gulabjal ka paste banayein aur 15 minute ke liye lagayein.

Multani Mitti Face Pack

Aap in gharelu upayon ko apne daily skin care routine me shamil karein aur apni twacha ka natural glow wapas paayein.

Labels: Nikhri Twacha, Gharelu Upay, Skin Care, Beauty Tips

Previous
Next Post »